International Women's Day 2019: Quotes, Theme, Facts & History: Blog

International Women's Day 2019 in India: Quotes, Theme, Facts & History, 8th March: True News India Blog.

International Women's Day 2019 Quotes, Theme, Facts & History Image, HD photo, picture, Clara Zetkinm 8th march, 107th International Women's Day True News India Blog
International Women's Day 2019 Image, HD Photo

International Women's Day 2019 par jaaniye kaun hain Clara Zetkin aur kaise 8 march ka din bana women's day.

Aaj se takriban 100 Year se jyada samay pehle International Women's Day ki shuruaat hui thi. Iska idea bhi ek women ka hi tha, jinka naam Clara Zetkin tha. Clara yun to Markshwadi chintak aur karyakarta thin, magar womens ke adhikaaro ke sawal par bhi vah lagatar sakriye rahin.

1910 Copenhagen mein kaamkaaji womens ki ek International Conference aayojit hui. Esi conference mein pehli baar unhone international women's day manane kaa sujhaav diya tha. Us conference mein 17 country's ki takriban 100 womens maujud thi. Un sabhi ne Clara Zetkin ke es sujhaav ka samarthan kiya.

Sabse pehle saal 1911 mein Austria, Denmark, Germany aur Switzerland mein international women's day manaya gaya tha. Lekin takniki taur par es saal hum 107th International Women's Day mana rahe hain.

International Women's Day ko 1975 mein UN ne aadhikaarik maanytaa di gayi thi jab sanyukt raashtr ne ese vaarshik taur par ek theme ke saath manana shuru kiya. International Women's Day ki pehli theme thi 'Celebrating the Past', Planning for the Future'.

Why we celebrate International Women's Day on 8th March every year entire word? here are Facts & History.

8th March ko International Women's Day manane ke pichhe ek rochak ghatna judi hui hai. Darasal jab Clara Zetkin ne women's day manane ki baat kahi thi, tab unhonne koi din yaa taarikh nahin di thi. 1917 ki Bolshevik Revolution ke dauraan Russia ki women's ne 'Breath End Peace' ki maang ki.

Russian Womens ki hadtaal ke dabaav ke kaaran ne vahaan ke king Nicholas ko apna king pad chhodne ke liye majbur hona pada. Es ghatnaa ke baad vahaan ki government ne womens ko voting ka adhikaar de diya. Uss samay russia mein Julian Calendar ka pryog hota tha. Jis din russia ki womens ne yeh hadtaal shuru ki thi vo taarikh 23 february thi. Gregarian Calendar mein yah din 8 march tha aur usi ke baad se International Women's Day 8th March ko manayaa jaane laga.

International Women's Day 2019 Quotes, Theme, Facts & History Image, HD photo, picture, Clara Zetkinm 8th march, 107th International Women's Day True News India Blog
International Women's Day 2019 Photo and Picture.

International Women's Day 2019 inspiration Quotes.

1. Khud ko pehchaan, tujh men shakti apaar hai.
Khud ko naman kar aur aage badh chal,
thokar maar use jo tera sammaan karna na jaane.
Badh chal, badh chal, nayi raahen tera rastaa tujhe dekh rha hain,
Tere aanchal mein hain apaar khushiyaan, kyonki sirf aaj nahin har roj tera din hai.

Happy International Women's Day

2. Muskrakar, dard bhulaakar,
rishton men band thi duniyaa saari,
har pag ko roshan karne vaali,
vo shakti hain ek naari.

International Women's Day Motivational Quotes.

3. Duniyaa ki pehchaan hai aurat;
duniyaa par ehsaan hai aurat;
har ghar ki jaan hai aurat;
beti, maa, behan, bhaabhi bankar,
ghar-ghar ki shaan hai aurat;
naa samjho esko tum kamjor kabhi, ye hai rishton ki dor;
maryaadaa aur sammaan hai aurat.

International Women's Day Facts.

4. Aye aurat tujhe kyaa kahun teri har baat niraali hai; tu ek aisaa paudhaa hai jis ghar rahe, vahaan hariyaali hi hariyaali hai; teri shaan mein sirf etnaa keh sakte hain ki teri unchaaeyo ke saamne aasmaan bhi nahin rah saktaa hai; mera sirph etnaa saa ek paigaam hai, ai aurat tujhe mera sir jhukaa kar salaam hai.

International Women's Day 2019 in India.

Video Credit: Deepawali

5. Naari tum prem ho, aasthaa ho, vishvaas ho;
tuti hui ummidon ki ek maatr aas ho;
har jaan kaa tum hi to aadhaar ho;
naafrat ki duniyaa mein tum hi to pyaar ho;
utho apne astitv ko sambhaalo;
keval ek din hi nahin har din ke liye tum khaas ho.

Women's Day 2019 Color.

6. Hai naari tu sitaa ke maan mein samaai;
tu raadhaa ke maan mein samaai;
saadhu sant jise swarg kehte;
tu dharti par vahi mukti hai.

International Women's Day 8th March 2019

7. Shakti jo duniyaa ko aap mein dikhaayi deti hai,
meri najar se dekhen to mujhe aap mein dikhaai deta hai samarpan,
samarpan pyaar kaa, samarpan dulaar kaa, samarpan seva kaa,
karuna, daya, sanrakshan, parvaah, saadgi dusre naam hain aapke.

International Women's Day Quotes 2019

8. Maan hai vo, beti hai vo, behan hai vo to kabhi patni hai vo;
jivan ke har sukh dukh mein shaamil hai vo;
shakti hai vo, prerna hai vo naman hai un sab naariyon ko jivan ke har mod par hamaraa saath deti hain.

Happy Women's Day 2019 Quotes.

Post a Comment

12 Comments

  1. Happy International Women's Day 2019

    ReplyDelete
  2. Happy International Women's Day on 8th March

    ReplyDelete
  3. Clara Zetkin ke es sujhaav ki wajah se manaya jane lga womens day

    ReplyDelete
  4. Naari tum prem ho, aasthaa ho, vishvaas ho;
    tuti hui ummidon ki ek maatr aas ho;
    har jaan kaa tum hi to aadhaar ho;
    naafrat ki duniyaa mein tum hi to pyaar ho;
    utho apne astitv ko sambhaalo;
    keval ek din hi nahin har din ke liye tum khaas ho.
    Happy International Day 2019

    ReplyDelete
  5. Nice International Women's Day Motivational Quotes.

    ReplyDelete
  6. International Women's Day 2019 par jaaniye kaun hain Clara Zetkin aur kaise 8 march ka din bana women's day

    ReplyDelete
  7. Happy International Women's Day 2019

    ReplyDelete
  8. Yes very Nice International Women's Day Motivational Quotes

    ReplyDelete
  9. Happy International Day 2019 to everyone

    ReplyDelete