World Wide Web: Google Doodle Celebrate 30th WWW Anniversary: Blog

World Wide Web: Google Doodle Celebrate 30th WWW Anniversary, Today: Blog.

Image Credit - Google

Www Means World Wide Web has been completed 30 years, today, Google made www dedicated doodle.

What is Www & World Wide Web 30th anniversary?

New Delhi: 12 March, 1989 ko Europe ke Science Laboratories pryogshaalaa sarn ke liye kaam kar rahe British Scientist team Burners-Lee ne suchna prabandhan ki vikendrikriat prnaali ka prastaav rakha.  Enhonne World Wide Web ke janm ke baare men bataya jo ab millions of peoples dvaara upyog kiya jaataa hai.



Khaas baat yah hai ki Google ne World Wide Web ki 30th Anniversary par apna doodle banaya hai. Ese banane ke pichhe Google kaa maksad duniya bhar mein billions ko chinh ke rup men darshayaa gaya hai.

Aaj se 30 years pehle, computer scientist aur engineer Tim Burners-Lee ne bahut saare computers mein bahut saari jaankaari ko kaise joda jaye, eske liye ek prastaav likha tha. Suchna ke vaishvik network ke liye yeh prastaav antatah world wide web (WWW) ban gaya, aur duniya ko ek behatar avishkaar de diya.

Video Credit - The Economic Times

Year 1983 mein ek sarvekshan ke dauraan mein un logon se baat ki gayi thi jinhonne computer ke jaria kisi ko message bheja tha. Enmein se lagbhag 50 percent peoples ko yeh tarika bahut upyogi nahin laga tha.

Eske baad se PU Research Centre un aankadon ko jutataa raha hai jo batate hain ki gujre dashkon mein American peoples es technique ko kis tarah dekhte rahe hain. Numbers batate hain ki 1983 mein America mein 10 percent peoples ke paas computer the. Lekin messages bhejne ke liye jyaadaatar peoples ko yeh technique raas nahin aayi.

Conclusion: So this was the short History of the World Wide Web.

Post a Comment

0 Comments